wh jb dikhi thi
aankhe usko dekhte reh gyi
kas aj na unse itna dur hota
ab na unse duri gawara hota
us din jo hal tha
aj v yadein barkarar h
kuch mahino m fr didar hoga
tb puchunga unse in aankho ka kya hota
us din agr ye dil aur aankhe apko na de dia hota
kl v wh muskurai thi
us din v has k chli jayegi
duniya ka khyal na rhta to
aj do dil ek jaan ka sbko didar hota
aise jag kr na hm is trh likh rhe hote
aur na apse milne ka intahah hota
na meri aankhe apko dhund rhi hoti
na apko mere aahato ka intezar hota
wh din aa rha h,
jb meri ankho ko apka didar hoga
dil m sukun hoga
aur apke dharkano ka mere dil me aagman hoga.
By
Pradeep kumar singh.